Thursday, May 14, 2009
Thursday, April 23, 2009
My Poems
These are my original compositions. Please Have A Look On Them.
- My Poem on College
- Dil-E-Nadaan Jab Kabhi Udaas Hota Hai
Friday, January 9, 2009
My Poem On College
=========================================
Exclusively for SVIET CSE 7th:
=========================================
Ye SVIET ka CSE 7th hai, yahan ki har cheez kamaal hai.
Aashiquana aalam hai to, yaari-dosti ki bhi misaal hai.
Attendance short hai to kya hua janaab,
Bunk marna hai aakhir masti ka sawal hai.
Kabhi party club, kabhi shimla, to kabhi zoo ki visit,
Kya kare yaaro ye apna aakhiri saal hai.
Paper se ek raat pehle book khul pati hai,
Phir bhi apna toppers se achcha haal hai.
Na aaye ek bhi question exam mein,
Fail kar sake koi, PTU ki kya majal hai.
"Jassi" jaisa koi nahi ye mana humne,
Phir bhi bande ka juice pichche bura haal hai.
Supply aa jaye to koi tension nahi use,
Re-val mein clear karne wala wo banda "Vishal" hai.
AC ki baat chhodiye, fans bhi nahi chalte yahan,
Classes ka kuch aisa hi khasta haal hai.
Kisi pange mein jab naam aata hai "Sherwin" ka,
Teacher kehte hain kuch to jaroor golmaal hai.
Mam ye book kaisi rahegi, notes chahiye the etc. etc,
kuch students ki ye internals badwane ki chaal hai.
All clear bande reh gaye ne picche te,
Supply waleyan ne machaya dhamaal hai.
Fine aur no dues ke chakkar mein,
Har exam se pehle hota ek bawaal hai.
Jahan sports ki champ hain "Miss Kaliya",
Wahin padhaakuon ka sardar "Mister Pal" hai.
Keyboard ka ek player hai "Dada" ke naam se mashhoor,
To artistic banda "Mister Lambe Baal" hai.
Ginti ke 30-35 the first year mein hum,
Par leet walo ki wajah se aaya kuch uchhal hai.
PEEMT ka Paper na dene ke chalte huye,
Ho jata C.S.Rao ka inteqaal hai.
Kar lao mauja yaara rajj ke hune,
Kade pher na miluga, waqt jo sade naal hai.
========================================
Wish u best of luck for ur future....
I'll miss u all !!!

Introducing Kaavyansh
This Blog is basically dedicated to the Poems & People having "Rhythmic Soul". It is a collection or instead a diary of poems composed by me as well as that I like.
Thursday, January 1, 2009
About Me
Chandigarh
India
My Idea About Life:
I believe that life is like a novel which has several pages. Every page is full of different kind of feelings as like joy, sorrow, wonder etc. What we have to do is just keep patience & turn on the pages to discover the secrets of life.
Interests:
Listening To Music/Radio | Poetry | Blogging
My Blogs:
Kaavyansh : my diary of poems
हमसफ़र यादों का.......
Interests:
Listening To Music/Radio | Poetry | Blogging
My Blogs:
Kaavyansh : my diary of poems
हमसफ़र यादों का.......
Subscribe to:
Posts (Atom)